Aawargi - Jubin Nautiyal Lyrics

Aawargi - Jubin Nautiyal Lyrics
Singer Jubin Nautiyal
Music Saabir Khan
Song Writer Azeem Shirazi

Tadpe dil bheegi ye nazar
Mujhse kahe shaam-o-sahar
Koi hai khala raat din seene mein

Aashkon ka le ke shagun
Rahun khud mein hi mein magan
Meri ab tu hai yahi deewangi…

Mein hun, dil hai aur aawargi hai
Mein hun, dil hai aur aawargi hai (x2)

Aawargi… aawargi… aawargi…

Mujhme rahne ka tu karle faisla
Main hun tera, tu hai mera bakhuda
Tu hi murshid, tu murabbi hai mera

Tu akela hi hai mera kaafila
Meri ab to hai yahi deewangi

Mein hun, dil hai aur aawargi hai
Mein hun, dil hai aur aawargi hai (x2)

Aawargi… aawargi… aawargi…